zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai baj rahaa hai aur beaawaaz hai koii nagamaa hai na koii saaz hai 2 ek terii aur ek merii aawaaz hai 2 zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai baj rahaa hai aur beaawaaz hai 2 lay na tuute zindagii ke saaz kii 2 zindagii aawaaz hii aawaaz hai 2 zindagii kaa saaz bhii kyaa saaz hai baj rahaa hai aur beaawaaz hai